. . Raddi Main Buk Gaye Sabhi Diwanِ Khush Khisal Sachey Tareen Harfon Kaa Upmaan Ho Gaya . . .

. . Baadel Chaman Ko Dhoondtay Sar Say Guzar Gaye Titlee Nagar, Bahaar Main Veeraaan Ho Gaya . . .

. . Murjhaaa Gaye Gulaab, Dokaan Main Par-ray Par-ray Kaghaz Parast, Shahr Kaa Insaan Ho Gaya . . .

. . Naazuk Tareen Shay Ko Khaa-ridaaar Na Melaa Seenay Main Dufn, Husn Kaa Vijjdaan Ho Gaya . . .

. . Mohhmal Misaal Ban Gai Ho’ntoan Ki Pankharri Insaan Yun Gulaab Say Anjaan Ho Gaya . . .

. . Jugnoo Hain Roashni Ki Shara’rat Kaa Aeena Rango Kay Mast Raqs Ki Jhankaar Tit-lee-yan . . .

. . Al-faaz Kay Baghair Ki Fet-rat Nay Sha-eree Khushboo Kay Izta-raab Kaa Iz-haar Tit-lee-yan . . .