. . Mumkin Naheen Urran, Masavi Paron Baghair Khilqat Kaa Shahkaar Hain Meezaan Tit-lee-yan . . .

. . Kaghaz Kay Sabz Baagh Main Gul Tu Buhat Milay Taa Umr Dhoondhata Ra’ha Insaan Tit-lee-yan . . .

. . Qausay Qazah Kay Raqs Nay Dil Shaad Kar Diyaa! Gehri Tareen Udaasi Kaa Darmaan Tit-lee-yan . . .

. . Qurbaan Ho Gaya Koee, Phoolon Kay Baagh Par Phoolon Kay Baagh Par, Koee Qurbaan Ho Gaya . . .

. . Insaan Mordaa Baad Kaa Naraaa La-gaa Diyaa Pat Jhharrr Main Aik Phool Ko Haz-yaaan Ho Gaya . . .

. . Ujrrea Hoee Dokaan Gulabonn Ki Daikh Qais Ghar Aa Kay Itnaa Ro-yaa Keh Halkaan Ho Gaya! . . .

. . Dilkush Tareen Ghunchon Ki Muskaan Tit-lee-yan Parwardigaar Husn Ki Pehchaan Tit-lee-yan . . .