. . Baagh Ki Aan, Baan Hai Titlee Zaoq Kaa Aasmaan Hai Titlee . . .

. . Gul Nay Ooper Ko Daikh Kar Yeh Kahaa Husn Kaa Ik Jahan Hai Titlee . . .

. . Jin Ki Hotee Hai Jaan Toa-tay Main Husn Walon Ki Jaan Hai Titlee . . .

. . Husn Par Kiya Likhain Gay Shaaair Qais! Husn Ki Tarjuman Hai Titlee . . .

. . Husn Par Sirf Aankh Rakhni Hai Subr Kaa Imtihan Hai Titlee . . .

. . Ranng Otar-taa Hai Haath Lagnay Say Aaah! Kitni Jawan Hai Titlee . . .

. . Namaey Gul Diyaa Kalee Kay Haath Piyaar Ki Raazdaan Hai Titlee . . .