A'zal Say Muazzam Hai Nama_A_Muhammad
Fa-rish-toan Say Poocho Maqamِ_A_Muhammad
Ba'sher Ehd-e-Tafli Say Baahir Tu Niklay
Ka'rain Gay Sabhi Ehtram_A_Muhammad
Muhammad Kay Dushman Hain Taa Hashr ab'tar
Khudaa Khoob Lay Intiqam_A_Muhammad
Khulasaa Mukammal Shariat Ka Likh Lo
halal Muhammad, Haram_A_Muhammad
Zakat Aab Bhi Puhnchy Gharebon Ko Ghar Par
Mo'aasr Tareen Intizam_A_Muhammad
Buhat Ho Chuki, Aab Fa'qat Aik Naraa
Nizam_A_Muhammad, Nizama_A_Muhammad
Khuda Laila Aur Qais Ko Bhi Bina Day
Kaneez_A_Muhammad, Ghulam_A_Muhammad
#Shahzad_Qais